180
u/prats_omyt May 04 '23
bhai rona aagaya, aise supportive parents ko dekh kar itna accha lagta hai na
kabhi kabhi toh khud ko itni galiyan deta hun, ek bas acche se padhne ka kaam karna hai woh bhi nahi hota mujhse, hum itne acche parents deserve hi nahi karte hai, inhone itne struggle ke baad, apni puri zindagi hum par lagane ke baad, hum se bas padhne ki umeed rakhi aur me woh bhi puri nahi kar paya, I hope me mere parents ko kabhi proud feel karva pau
→ More replies (12)
72
69
40
May 04 '23
अक्सर लोग, पिता की अहमियत हम उसके जाने के बाद समझते है ।। 🙏भाग्यशाली हो की ऐसे पिता मिले है 🙏 कदर करो मित्र
→ More replies (3)
75
u/Familiar-Cat3753 May 04 '23
Ek mera baap Jab se dropper bna hu mujhe hr roj taane deta hai Aur agar 5 min baith gya to daat padti hai
→ More replies (7)
32
11
4
718
u/Alternative_Yak8489 May 04 '23
mujhe ye sun ke rona sa kyo aa gya bhoi aapke pita ko respect
→ More replies (7)
372
2
2
2
267
u/Vegetable-Ad5288 May 04 '23
I have a friend whose father told him "4 Saal ki degree chaahe 5 saal mein puri kariyo par kabhi tension mat liyo" when he was leaving for college.
Make you father proud bro! Not everyone got parents like this.
→ More replies (1)
42
u/Local_Pass2552 May 04 '23
He's just like my father ( we have money problems though)
→ More replies (2)
33
u/Last-Professional130 May 04 '23
Aur meri mummy kehri h ki m kaise bithaungi tujhe 1 saal ghr m tho its my first drop But koi nahi I love her krlungi apna best try W father🥺🥺
31
u/Forsaken_Subject_520 May 04 '23
bhai mai toh apne mummy papa ko pehchan hi nhi paya ab tak...ekbar bolte hai tu pressure mat le phir dusre moment pe judge krte hai. isiliye kisise kuch kehne se drta hu.
→ More replies (4)
24
18
808
u/chalbclchoos May 04 '23
bhai uncle ji ko mera pranam, save kar liya mene yeh , ek number 👌👌